Harsh - 11/22/2025 20:46:15
Mere sath fraud huva hai koi galat parcel aya Maine collect kr liya vo bhi 500 ka tha..mujhe laga meri been ka hoga uske under kharab kapde aye Hai fati jeans thi and Ganda sa palazzo type mai tha I want to return but koi link nhi aaya ki order aaya hai ya kuj bhi ....na kuj order Kiya hai